whatsaap bewafa status..

sajid malik
0

1. mera pyaar sacha tha isliye teri yaad aati hai..

agar teri bewafai bhi sachi hai to ab yaado me mat aana..

2. itne bure na the jo thukra diya tumne hume.

tere apne faisle par ek din tujhe bhi afsos hoga..

3. e Pdil soja ab teri shayari padhne wali..

kisi aur shayar ki gazal ban gayi hai..

4. ya to mil jao ya bichhar jAO..

Youn sanso me rehkar bebus na kro..


5.tum na jane kis jahah me kho gye ..

hum bhari dsunina main tanha ho gye.

6. rokna meri hasrat thi aur jana usko shok..

wo shok pura kar gyi meri hasrat tod kar..

7.faisla rakh ke bhi kya hasil hua.

aaja bhi me uska hi kehlata hu..

8. kis bat ka badla hai tumne mujhe apna bna ke ...

istarha tanha chhoda hai ki mai apna bhi na ban saka ..

9..jata hua mosam lot kar aaya hai.

kash wo bhi koshish kar ke dekhe ..

10. dunia to keh rahi hai ki wo bhul gya hai.

ummid keh rahi hai tu intzar kar..

11 meri tanhai ko mera shok na samjhna

bahut pyaar se diya hai tofa kisi ne...

एक टिप्पणी भेजें

0टिप्पणियाँ

Thank you..

एक टिप्पणी भेजें (0)